Itane dinon ke baad tuu aayaa hai






itane dinon ke baad tuu aayaa hai aaj
sochataa huuN kis tarah tujh se miluuN
mere andar jaag uThii ik chaaNdanii
main zamiin se aasamaaN tak ek ang huuN
aur ujalaa ho gayaa qurbat kaa chaaNd
aur gaharaa ho gayaa teraa fusuuN
ai saraapaa rang-o-nikahat tuu bataa
kis dhanak se teraa pairaahan bunuuN
saare gul_buuTe tar-o-taazaa hue
duur tak pahuNchii hai merii mauj-e-KhuuN
kar rahe hain lamhe lamhe kaa hisaab
mil ke phir baiThe hain yaaraan-e-junuuN
dasht-e-Gam kii dhuup men mujh par khulaa
main Khud apanaa saayaa-e-diivaar huuN
naaz kar Khud par ki tuu hai beshumaar
qadr kar merii ki main bas ek huuN
Other Popular Poetry SMS Messages
Sorry. No data so far.
Related SMS:
- Ye karb kaa ehsaas musalsal mere allah
Ye Karb Kaa Ehsaas Musalsal Mere Allah Kar Degaa Kisii Din Mujhe Paagal Mere Allah Bikhre Hu’e Tukron Ko Sametuun Bhii Kahaan Tak Kis Tarah...
- Ek qatare kaa mujhe denaa padaa hisaab
ek ek qatare kaa mujhe denaa paDaa hisaab Khuun-e-jigar vadiiat-e-mishagaan-e-yaar thaa ab main huuN aur maatam-e-yak shahar-e-aarazuu toDaa jo tuu ne aaiinaa timasaal daar thaa...
- Srvesh chndosi phuul khushbuu jhiil mausam
[email protected] [email protected] phuul Khushbuu jhiil mausam dhuup titalii aur havaa sab ke cheharon par udaasii tere jaane ke baad kam nahiin hongii dasht-e-tanhaaii kii raunaqen...
- Yahii tohafaa hai nazaraanaa main jo aavaaraa
yahii tohafaa hai yahii nazaraanaa main jo aavaaraa nazar laayaa huuN rang men tere milaane ke liye qataraa-e-Khuun-e-jigar laayaa huuN ai gulaabon ke vatan pahale...
- Ujh se vaaqif to mere jism kaa
ujh se vaaqif to mere jism kaa saayaa bhii na thaa kaise ho jaataa tumhaaraa main Khud apanaa bhii na thaa jitanaa maayuus hai vo...
- Tuune dekhaa hai kabhii ek nazar shaam
tuune dekhaa hai kabhii ek nazar shaam ke baad kitane chup-chaap se lagate hain shajar shaam ke baad itane chup-chaap ke raaste bhii rahenge laa-ilm...
- Rvish siddiqui tod kar uthe hain
[email protected] Siddiqui toD kar uThe hain jaam-o-shiishaa-o-paimaanaa ham kis se kah den aaj raaz-e-gardish-e-mastaanaa ham bijaliyaaN ruuposh tuufaaN dam baKhud saharaa Khaamosh jaa rahe hain...
- Tuu dost kisii kaa bhii sitamgar na
tuu dost kisii kaa bhii sitamgar na huaa thaa auron pe hai vo zulm ki mujh par na huaa thaa chhoDaa mah-e-naKhshab kii tarah dast-e-qazaa...
- Khudaa ke vaaste ab berukhii se kaam
Khudaa ke vaaste ab beruKhii se kaam na le taDap ke phir koii daaman ko tere thaam na le bas ek sajdaa-e-shukraanaa paa-e-naazuk par ye...
- Khush ho aye duniaa ki ek achchii
Khush ho aye duniaa ki ek achchii Khabar le aaye haiN sab GamoN ko ham manaa kar apne ghar le aaye haiN is qadar mahfuuz...
- Chaand bhii khoyaa saa hai taare khwaabiidaa
chaaNd bhii khoyaa khoyaa saa hai taare bhii Khwaabiidaa haiN aaj fizaa ke bojhalpan se lahje bhii sanjeedaa haiN jaane kin kin logoN se is...
- Ye raaz hai merii zindagii kaa
ye raaz hai merii zindagii kaa pahane huye huuN kafan Khudii kaa phir nashtar-e-Gam se chheDate hain ik tarz hai ye bhii dil dahii kaa...
- Apne dil ko donon aalam se uthaa
apne dil ko donoN aalam se uThaa saktaa huuN maiN kyaa samajhtii ho ki tumko bhii bhulaa saktaa huuN maiN kaun tumse chhiin saktaa hai...
- Dukh dard men hameshaa nikaale tumhaare khat
dukh dard meN hameshaa nikaale tumhaare khat aur mil gayii Khushii to uchhaale tumhaare khat sab chuuDiyaaN tumhaarii samandar ko sauNp diiN aur kar diye...
- Habib jalib aur sab bhuul gaye
Habib Jalib aur sab bhuul gaye harf-e-sadaaqat likhanaa rah gayaa kaam hamaaraa hii baGaavat likhanaa laakh kahate rahen zulmat ko na zulmat likhanaa ham ne...
- Terii zulfon ke bikharne kaa sabab hai
terii zulfoN ke bikharne kaa sabab hai ko’ii aaNkh kahtii hai tere dil meN talab hai ko’ii aaNch aatii hai tere jism kii uryaanii se...
- Yuun na mil mujh se khafaa ho
yuun na mil mujh se Khafaa ho jaise saath chal mauj-e-sabaa ho jaise log yuun dekh kar hans dete hain tuu mujhe bhool gayaa ho...
- Ri rmpuri shaayad aa jaayegaa saaqii
[email protected] [email protected] shaayad aa jaayegaa saaqii ko taras ab ke baras mil na paayaa hai un aaNkhon ka ras ab ke baras aisii chaaiin thii...
- Kategaa dekhiye din jaane kis azaab ke
kaTegaa dekhiye din jaane kis azaab ke saath ki aaj dhuup nahiiN niklii aaftaab ke saath to phir bataao samandar sadaa ko kyuuN sunte hamaarii...
- Nsir kzmi tuu hai yaa teraa
[email protected] [email protected] tuu hai yaa teraa saayaa hai bhesh judaaii ne badalaa hai dil kii havelii par muddat se Khaamoshii kaa qufl paDaa hai chiiKh...
- Dard jab terii ataa hai to gilaa
dard jab terii ataa hai to gilaa kis se karen hijr jab tuune diyaa hai to gilaa kis se karen aqs bikharaa hai teraa TuuT...
- Aaiinaa huun sab ke chehre dekh rahaa
Aaiinaa huuN, sab ke chehre dekh rahaa huuN Khvaab-nagar hai aaNkheN khole dekh rahaa huuN us ko apnii jaanib aate dekh rahaa huuN kis kii...
- Jii dhuundhataa hai ghar koii donon jahaan
jii DhuuNDhataa hai ghar koii donon jahaaN se duur is aapakii zamiin se alag, aasmaaN se duur shaayad main daraKhur-e-nigah-e-garm bhii nahiin bijalii taDap rahii...
- Kaun kahataa hai ke maut aaii to
kaun kahataa hai ke maut aaii to mar jaauuNgaa main to dariyaa huuN samandar men utar jaauuNgaa teraa dar chhoD ke main aur kidhar jaauuNgaa...
- Itane chup chaap ke raaste bhii rahenge laa ilm
itane chup-chaap ke raaste bhii rahenge laa-ilm chhoD jaayenge kissi roz nagar shaam ke baad main ne aisee hii gunaah terii judaa_ii me.n kiye jaise...
- Zamiin se khalaa kii taraf jaaungaa vahaan
zamiiN se Khalaa kii taraf jaaungaa vahaaN se Khudaa kii taraf jaaungaa buKhaaraa-o-baGdaad-o-basraa ke baad kisii karbala kii taraf jaaungaa chaman se bulaava bohat hai...
- Mere khudaa mujhe itnaa to motabar kar
mere khudaa mujhe itnaa to motabar kar de maiN jis makaan meN rahtaa huuN usko ghar kar de yah roshnii ke taaqqub meN bhaagtaa huaa...
- Yaad kisii kii chaandanii ban kar kothe
yaad kisii kii chaaNdanii ban kar koThe koThe utarii hai yaad kisii kii dhuup huii hai ziinaa ziinaa utarii hai raat kii raanii sahan-e-chaman men...
- Mere aansoo andar girte hain jaise
Mere Aansoo Mere Andar Girte Hain Jaise Darya Beech Samandar Girte Hain Teri Yaaden Woh Tufaan Uthati Hain Ek Ek Kar Ke Saare Manzar Girte...
- Kamar baandhe hue chalne pe yaan sab
kamar baandhe hu’e chalne pe yaaN sab yaar baiThe haiN boh’t aage gaye, baaqi jo haiN tayyaar baiThe haiN na chheR aye nik’hat-e-baad-e-bahaarii raah lag...
- Main gautam nahiin huun magar bhii jab
maiN Gautam nahiiN huuN magar maiN bhii jab ghar se niklaa thaa yeh sochtaa thaa ki maiN apne hii aap ko DhuunDhne jaa rahaa huuN...
- Kategaa dekhiye din jaane kis azaab ke
kaTegaa dekhiye din jaane kis azaab ke saath ki aaj dhuup nahiiN niklii aaftaab ke saath to phir bataao samandar sadaa ko kyuuN sunte hamaarii...
- Jo kuchh kaho qubuul hai taqaraar kyaa
jo kuchh kaho qubuul hai taqaraar kyaa karuuN sharmindaa ab tumhen sar-e-baazaar kyaa karuuN maaluum hai ki paar khulaa aasamaan hai chhuTate nahiin hain ye...
- Aankhon kaa rang baat lahjaa badal gayaa
AaNkhoN kaa rang, baat kaa lahjaa badal gayaa vo shaKhs ek shaam meN kitnaa badal gayaa ! kuch din to meraa aks rahaa aaiine pe...
- Kiije na das men baith kar aapas
kiije na das men baiTh kar aapas kii baat chiit pahuNchegii das hazaar jagaah das kii baat chiit kab tak rahen Khaamosh ke zaahir se...
- Gungunatay hue anchal ki hawa deh mujh
Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa Deh Mujh Ko Ungliyaan phair Ke BAloon Main Sulla Deh Mujh Ko Jis Tarah Faltu Guldaan Paray Rehtay Hain Apne...
- Khush rahe yaa bahut udaas zindagii tere
Khush rahe yaa bahut udaas rahe zindagii tere aas paas rahe chaaNd in badaliyon se nikalegaa koii aayegaa dil ko aas rahe ham muhabbat ke...
- Beniyaaz e gam e paimaan e vafaa ho jaanaa tum bhii auron
beniyaaz-e-Gam-e-paimaan-e-vafaa ho jaanaa tum bhii auron kii tarah mujh se judaa ho jaanaa main bhii palakon pe sajaa longaa lahuu kii bondain tum bhii paabastaa-e-zanjiir-e-hiinaa...
- Beniyaaz e gam e paimaan e vafaa ho jaanaa tum bhii auron
beniyaaz-e-Gam-e-paimaan-e-vafaa ho jaanaa tum bhii auron kii tarah mujh se judaa ho jaanaa main bhii palakon pe sajaa longaa lahuu kii bondain tum bhii paabastaa-e-zanjiir-e-hiinaa...
- Chehra mera tha nigahen us ki
chehra mera tha nigahen us ki khamushi main bhi wo baten us ki mere chehre pe gazal likhti gain sher kahti hui ankhen us ki...
- Chehra mera tha nigahen us ki khamushi
chehra mera tha nigahen us ki khamushi main bhi wo baten us ki mere chehre pe gazal likhti gain sher kahti hui ankhen us ki...
- Chehra mera tha nigahen us ki khamushi
chehra mera tha nigahen us ki khamushi main bhi wo baten us ki mere chehre pe gazal likhti gain sher kahti hui ankhen us ki...
- Ye mujh se puuchhiye kyaa justajuu men
ye mujh se puuchhiye kyaa justajuu men lazzat hai fazaa-e-dahar men tahaliil ho gayaa huuN main haTaake shiishaa-o-saagar hujuum-e-mastii men tamaam arsaa-e-aalam pe chhaa gayaa...
- Chehra mera tha nigahen us ki khamushi
chehra mera tha nigahen us ki khamushi main bhi wo baten us ki mere chehre pe gazal likhti gain sher kahti hui ankhen us ki...
- Dil men mahak rahen hain kisii aarazuu
dil men mahak rahen hain kisii aarazuu ke phuul palakon men khilane vaale hain shaayad lahuu ke phuul ab tak hai koii baat mujhe yaad...
- Khushbuu jaise log mile afsaane men ek
Khushbuu jaise log mile afsaane meN ek puraana Khat kholaa anjaane meN jaane kis kaa zikr hai is afsaane meN dard maze letaa hai jo...
- Ghazal teraa guzar idhar jo barang e sabaa huwaa
Ghazal) teraa guZar idh`ar jo baraNg-e-Sabaa huwaa aayee bahaar, yaad kaa pattah haraa huwaa har saaNs aarzoo,oN kaa ik silsilah huwaa is t^araH qismatoN kaa...
- Sab kahte hain merii shakl aap se
sab kahte haiN merii shakl aap se miltii jultii hai merii aaNkheN, merii peshaanii, mere hoNT meraa lahjaa, baateN karne kaa andaaz uThne, baiThne, chalne...
- Ghazal teraa guzar idhar jo barang e sabaa huwaa
Ghazal) teraa guZar idh`ar jo baraNg-e-Sabaa huwaa aayee bahaar, yaad kaa pattah haraa huwaa har saaNs aarzoo,oN kaa ik silsilah huwaa is t^araH qismatoN kaa...
- Pirzada qasim ek se sil sile
Pirzada Qasim ek se sil sile hain sab hijr kii rut bataa gaii phir vahii subah aayegii phir vahii shaam aa gaii mere lahuu men...
- Na gul e naaghma huun parda e saaz main huun apnii
na gul-e-naaGhma huuN, na parda-e-saaz maiN huuN apnii shikast kii aavaaz tuu aur aaraaish-e-Kham-e-kaakul maiN aur andesha-e-haai-duur daraaz laaf-e-tamkiiN fareb-e-saada-dilii ham haiN aur raaz-haai siina-e-gudaaz...
- Mohabbat kii duniyaa men mashhuur kar duun
mohabbat kii duniyaa meN mashhuur kar duuN mere saada dil tujh ko maGhruur kar duuN tere dil ko milne kii Khud aarzuu ho tujhe is...
- Na haaraa hai ishq duniyaa thakii
na haaraa hai ishq na duniyaa thakii hai diyaa jal rahaa hai havaa chal rahii hai sukuun hii sukuun hai Khushii hii Khushii hai teraa...
- Khaatir se yaa lihaaz main maan to
Khaatir se yaa lihaaz se main maan to gayaa jhuuThii qasam se aap kaa imaan to gayaa dil leke muft kahate hain kuchh kaam kaa...
- Chehra mera tha nigahen us ki khamushi
chehra mera tha nigahen us ki khamushi main bhi wo baten us ki mere chehre pe gazal likhti gain sher kahti hui ankhen us ki...